Kaise Kahu Mann Ki Baat Lyrics

Bhala Manas (1979)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kaise Kahu Mann Ki Baat from movie Bhala Manas (1979)

  

Lyrics

    • Movie Name : Bhala Manas (1979)
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    aa aa aa aa aa........
    kaise kahu mann ki baat, baat re
    kaise kahu mann ki baat sajan se
    kaise kahu mann ki baat
    ho o o (baat mein mann keh nahi paau -2)
    laaj na chhode saath re
    kaise kahu mann ki baat, baat re
    kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

    achara sambhaau kabhi achara sambhaalu
    achara sambhaau kabhi it utt dekhu
    jab koyi dekhe nahi tabhi utt dekhu
    baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhode saath re
    kaise kahu mann ki baat, baat re
    kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

    samajhat naahi akhiyan ke ishaare - (2)
    jhuki jhuk jaati hai sharm ke maare
    baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhode saath re
    kaise kahu mann ki baat, baat re
    kaise kahu mann ki baat -2, mann ki baat, mann ki baat

    Related Lyrics