Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Bharthari

Madhuban Me Mat Ja Re Bhanwara Lyrics

Bharthari- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Madhuban Me Mat Ja Re Bhanwara from movie Bharthari

  

Lyrics

    • Movie Name : Bharthari
    • Director(s) : Khemchand Prakash
    • Singer(s) : Surendra Nath
    • Lyricist(s) : 

    yeh bhanwara, madhuban me mat ja re bhanwara, madhuban me mat ja
    abhee kamal kee kali khilee naa - (2)
    too kyun gunj raha re bhanwara - (2)
    madhuban me mat ja re bhanwara, madhuban me mat ja

    rup rang kaa lobhi rasiya - (2)
    sab ke gun mat ga o rasiye, sab ke gun mat ga
    neh laga le ek kali se - (2)
    kali kali mat ja re bhanware - (2)
    madhuban me mat ja re bhanwara, madhuban me mat ja

    kis karan too pad gaya kala - (2)
    itani bat bata o rasiya, itani bat bata
    udana sikha nahee kali ne - (2)
    man me dhiraj la re bhanwara - (2)
    madhuban me mat ja re bhanwara, madhuban me mat ja

    Related Lyrics