Socha Tha Pyaar Hum Na Karenge Lyrics

Bluff Master (1963)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Socha Tha Pyaar Hum Na Karenge from movie Bluff Master (1963)

  

Lyrics

    • Movie Name : Bluff Master (1963)
    • Director(s) : Kalyanji-Anandji
    • Singer(s) : Mukesh
    • Lyricist(s) : 

    (socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge
    phir bhi kisi pe dil aa gaya) - (2)
    socha tha pyaar hum na karenge

    bahot khaak duniya ki chhani ki hamane - (2)
    abb tak kisi ki na maani thi hamane - (2)
    dhoke mein dil kaise aa gaya
    socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge
    phir bhi kisi pe dil aa gaya, socha tha pyaar hum na karenge

    agar dil na dete bada naam karate - (2)
    magar pyaar se bada kaam karate - (2)
    dil ko yahi kaam bha gaya
    (socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge
    phir bhi kisi pe dil aa gaya) - (2)
    socha tha pyaar hum na karenge

    Related Lyrics