Raste Mein Kal Ek Ladaki Mili Lyrics

Bond 303 (1985)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Raste Mein Kal Ek Ladaki Mili from movie Bond 303 (1985)

  

Lyrics

    • Movie Name : Bond 303 (1985)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Kishore Kumar,Chorus
    • Lyricist(s) : 

    (raste mein kal ek ladaki mili, dur talak mere saath chali
    aankhon hi aankhon mein baatein huyi, puchho na phir kya huwa) - (2)
    toh kya huwa, (huwa huwa kuchh huwa huwa -2)

    (kal jo bhi mili tere aage sanam teri kasam kuchh nahi
    teri kya adaayein hai, mast nigaahein hai, tu hai kitani haseen) - (2)
    kya huwa, (huwa huwa kuchh huwa huwa -2)
    raste mein kal ek ladaki mili, dur talak mere saath chali
    aankhon hi aankhon mein baatein huyi, puchho na phir kya huwa
    toh kya huwa, are (huwa huwa kuchh huwa huwa -2)

    (tera jawaab toh milega hi nahi, jahaan mein ai jaane jaana
    pehalu mein aa jara, itana bata jara, abhi tak tu thi kahaan) - (2)
    kuchh huwa, (huwa huwa kuchh huwa huwa -2)

    are huwa huwa kuchh huwa huwa, hukka huwa

    Related Lyrics