Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Chaand

Galat Hai Lut Liya Tumko Husnwalo Ne Lyrics

Chaand- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Galat Hai Lut Liya Tumko Husnwalo Ne from movie Chaand

  

Lyrics

    • Movie Name : Chaand
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Ranganath Jadhav
    • Lyricist(s) : 

    galat hai lut liya tumko husnwalo ne
    tumhe toh luta tumhare bure kayalo ne

    kata tumharee hai iljam husnwalo par - (2)
    kuda kee mar tumhare bure kayalo par - (2)
    najar tumharee hamesha hai kushajamalo par
    kisee key balo pe aasheek kisee key galo par
    jamana thukega vallah aisee chalo par - (2)
    taras naa khayega koyee tumhare halo par - (2)
    aa aa aa..........
    javab saf milega tumhe savalo par
    juban kholee agar tumne husnwalo par

    (galat hai lut liya tumko husnwalo ne
    tumhe toh luta tumhare bure kayalo ne) - (2)

    jahan kahee tumhe koyee hasin najar aaya - (2)
    tumhare dil ne tumharee najar ko bahakaya - (2)
    key tumne dil se sharafat ko yu mita dala
    bure kayal ne andha tumhe bana dala
    tum apnee aabru kud apne hatho khote ho - (2)
    bure ho dil me burayee key bij bote ho - (2)
    aa aa aa..........
    hamesha husn kaa rona jahan me rote ho
    jara batao hasino key kaun hote ho

    key (galat hai lut liya tumko husnwalo ne
    tumhe toh luta tumhare bure kayalo ne) - (2)

    gunahagar tumharee nigahe hotee hain - (2)
    tumhare dil kee toh duneeya siyah hotee hai - (2)
    naa ishk hota hai tumko naa chah hotee hai
    yahee woh bat hai badhakar gunah hotee hai
    kaha toh julm sahenge yeh purajafao key
    janaje roj nikalate hain behayao key
    inhe naa chhedo kudara key kadimaye hain - (2)
    tumharee bahane hain betee hain aur manye hain - (2)
    aa aa aa.........
    naa kalee julfo se matlab naa gore galo se
    kuda bachaye har ik ko bure kayalo se

    key (galat hai lut liya tumko husnwalo ne
    tumhe toh luta tumhare bure kayalo ne) - (2)

    Related Lyrics