Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Chal Chalein

Chal Chal Chalake Aaj Chaand Ko Niche Laaye Lyrics

Chal Chalein- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Chal Chal Chalake Aaj Chaand Ko Niche Laaye from movie Chal Chalein

Lyrics

  • Chal Chalein
  • Movie Name : Chal Chalein
  • Director(s) : Illaiyaraja
  • Singer(s) : Kavita Krishnamurthy,Krishna,Aditya Narayan
  • Lyricist(s) : 

chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye
jo sawaal nikale hai toh jawaab laayenge
woh hisaab puchhenge toh hisaab laayenge, darr kaahe ka

mauka hai ke bejaan hai, ruhiyon ka apmaan hai
ankahi aao jara are baat toh karo
woh kahe ke bin baat hai, khaamokhaah ki raat hai
hum kahe iss baat se mulaakaat toh karo
humko bhi ehsaas hai, hum bhi changana chaahate
lekin phir mit jaaye yuun yeh bhi sang na chaahate
jaan hai toh gyaan hai kya jhut hai kaho
chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye
jo sawaal nikale hai toh jawaab laayenge
woh hisaab puchhenge toh hisaab laayenge, darr kaahe ka
chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye

jis jamin se ummid hai, jis jamin se darkaar hai
uss jamin ki aaj tum buniyaad toh bharo
iss jamin pe kal kabhi kuchh imaarate aayengi
woh bhala tik paayengi are yaad toh karo
saanu bhi ehsaas hai, aamhaala hi yuddh nako
astitwaan ke antam teroshaa chhaayina
gyaan jo aasaan hai toh gyaan hai kaho
chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye
jo sawaal nikale hai toh jawaab laayenge
woh hisaab puchhenge toh hisaab laayenge, darr kaahe ka
chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye
chal chale, chal chale, chal chal chale - (4)

Related Lyrics