Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Damini

Bin Sajan Jhula Jhulu Lyrics

Damini- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Bin Sajan Jhula Jhulu from movie Damini

  

Lyrics

    • Movie Name : Damini
    • Director(s) : Nadeem Shravan
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Sadhana Sargam
    • Lyricist(s) : 

    aa aa aa aa aa aa..........
    bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu - (2)
    jee karta hai yeh meraa mai udke gagan ko chhu lu
    mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya - (2)
    pyar mere maine tujhe apne dil me basaya

    bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu
    (harpal tere pyar ko tarse meraa dil
    dur mere aankho se hai sapno kee manjil) - (2)
    itne akelee hu mai, yado kee sahelee hu mai
    abb toh ek pahelee hu mai aaja
    mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya - (2)
    pyar mere maine tujhe apne dil me basaya

    bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu
    jee karta hai yeh meraa mai udke gagan ko chhu lu
    mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya
    pyar mere maine tujhe apne dil me basaya
    bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu

    tadpe kitne sal tak aur naa abb tadpa
    kehtee hai yeh duriya sine se lag ja
    teraa rasta dekhte rehte the yeh nain
    too naa jane sajna kaise kate din rey
    ho phulo peh javanee aayee rut kya suhanee aayee
    nayee jindaganee layee naa ja

    (bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu - (2)
    jee karta hai yeh meraa mai udke gagan ko chhu lu
    mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya
    pyar mere maine tujhe apne dil me basaya) - (2)

    Related Lyrics