Do Lafzon Mein Lyrics

Dhaai Akshar Prem Ke- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Do Lafzon Mein from movie Dhaai Akshar Prem Ke

  

Lyrics

    • Movie Name : Dhaai Akshar Prem Ke
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Anuradha Paudwal,Babul Supriyo
    • Lyricist(s) : 

    --female--
    aah Aah Aah, Aah Aah Aah
    aah Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah
    do Lafzon Mein Likh Di Maine
    apni Prem Kahaani
    tu Mere Dil Ka Raja Ban Jaa
    main Tere Dil Ki Rani
    do Lafzon Mein Likh Di Maine
    apni Prem Kahaani
    tu Mere Dil Ka Raja Ban Jaa
    main Tere Dil Ki Rani

    --male--
    jeeta Tha Pehle Bhi Magar Yun Tha Lagta
    jeene Mein Shaayad Kahin Kuch Kami Hai
    mile Humko Jaana, Dil Ne Bhi Maana
    tu Hi Sanam Meri Aashiqui Hai

    --female--
    kabhi Hona Na Judaa, Kabhi Hona Na Khafaa

    --male--
    kabhi Hona Na Judaa, Kabhi Hona Na Khafaa

    --female--
    bhola Bhaala Dil Jo Mera
    kar Baithe Naadaani
    tu Mere Dil Ka Raja Ban Jaa
    main Tere Dil Ki Rani

    --male--
    do Lafzon Mein Likh Di Maine
    apni Prem Kahaani
    main Tere Dil Ka Raja Ban Gaya
    tu Mere Dil Ki Rani

    --female--
    oh Oh Oh, Oh Oh Oh
    aah Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah

    mujhe Apne Rang Mein Rang Ke Deewani
    jisne Banaayi Voh Teri Nazar Hai
    hone Lagi Main Khud Se Begaani
    sanam Tere Pyaar Ka Aisa Asar Hai

    --male--
    kabhi Hona Na Judaa, Kabhi Hona Na Khafaa

    --female--
    kabhi Hona Na Judaa, Kabhi Hona Na Khafaa

    --male--
    dil Deewana Deewane Ne
    kab Kiski Hai Maani
    main Tere Dil Ka Raja Ban Gaya
    tu Mere Dil Ki Rani

    --female--
    do Lafzon Mein Likh Di Maine
    apni Prem Kahaani
    tu Mere Dil Ka Raja Ban Jaa
    main Tere Dil Ki Rani

    --male--
    main Tere Dil Ka Raja Ban Gaya
    tu Mere Dil Ki Rani

    --female--
    oh Oh Oh, Oh Oh Oh

    --male--
    aah Aah Aah Aah Aah, Mm Mm Mm

    Related Lyrics