Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Classic

Dhanya Dhanya Naari Jeevan Lyrics

Classic- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Dhanya Dhanya Naari Jeevan from movie Classic

  

Lyrics

    • Movie Name : Classic
    • Director(s) : Deepak Pandit
    • Singer(s) : Sonu Nigam
    • Lyricist(s) : 

    kaliya khadiya main kaliya ladiya main - (2)
    kadara na ho ya meriya
    dhanya dhanya naari jeevan auro ko hi tu arpan - (2)
    apane liye tu soche na
    dhanya dhanya naari jeevan auro ko hi tu arpan
    apane liye tu soche na
    maahe kabhi tu, o maahe kabhi, maahe kabhi tu beti
    premika hai kabhi patni behan si - (2)
    jaane jag tujhe kyun puje na
    dhanya dhanya naari jeevan auro ko hi tu arpan - (2)
    apane liye tu soche na

    iss jeevan ke har mausam ka hai aakarshan tu
    ha sang se tere rang hai saare, rup ka darpan tu
    chhalake toh saari duniya pe chhaye, simate toh keval mann mein samaye
    jiveet yeh devi khoye na
    dhanya dhanya naari jeevan auro ko hi tu arpan
    apane liye tu soche na

    jab tujhpe main geet likhu lage shabd bahot kam hai
    phir bhi jeevan ke udgam ki palake kyun nam hai
    naye ghar jaaye vansh badhaaye
    khusiya baate, pyar lutaaye khulake kabi tu roye na
    dhanya dhanya naari jeevan auro ko hi tu arpan
    apane liye tu soche na
    kaliya khadiya main kaliya ladiya main - (2)
    kadara na ho ya meriya
    maahe kabhi tu, maahe kabhi tu, maahe kabhi tu beti
    premika hai kabhi patni behan si - (2)
    jaane jag tujhe kyun puje na
    dhanya dhanya naari jeevan auro ko hi tu arpan
    apane liye tu soche na

    Related Lyrics