Mastana Mausam Hai, Rangin Najara Lyrics

Dil Hai Tumhaara- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Mastana Mausam Hai, Rangin Najara from movie Dil Hai Tumhaara

  

Lyrics

    • Movie Name : Dil Hai Tumhaara
    • Director(s) : Nadeem Shravan
    • Singer(s) : Alka Yagnik,Udit Narayan,Kumar Sanu
    • Lyricist(s) : 

    (mastana mausam hai, rangin najara
    dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
    aaj se janeman dil hai tumhara - 2) - (2)
    choree choree maine tumse pyar kiya hai, mano o jana
    tumne mujhko kitna bekarar kiya hai, mushkil batana
    koyee bhee toh naa jane ham kaise divane huye
    duniya me naa koyee tumse hai pyara
    dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
    aaj se janeman dil hai tumhara - (2)

    ho chahat kaa mausam hai jawan, khoye khoye se ham yaha
    khwabo me mai toh kho gayee, divanee see mai ho gayee
    lagta hai hoga nahee tum bin gujara
    mm dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
    aaj se janeman dil hai tumhara - (2)
    mastana mausam hai, rangin najara
    dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
    aaj se janeman dil hai tumhara - (2)
    dil hai tumhara........ - (4)

    Related Lyrics