Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Don (2006)

Morya Rey Lyrics

Don (2006)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Morya Rey from movie Don (2006)

  

Lyrics

    • Movie Name : Don (2006)
    • Director(s) : Shankar-Ehsaan-Loy
    • Singer(s) : Shankar Mahadevan
    • Lyricist(s) : 

    mere sare palchhin sare din, tarsenge sune tere bin
    (tujhko phir sey jalwa dikhana hee hoga
    agle baras aana hai, aana hee hoga) - (2)
    dekhengee teree rahe pyasee pyasee nigahe
    toh man le too man bhee le mera kehna
    laut ke tujhko aana hai, sunle kehta divana hai
    jab tera darsan payenge chain tab hamko pana hai
    morya morya morya rey, bappa morya morya morya rey - (2)

    ho khushiyo ke din ho ke ghum kaa jamana
    dil bas leta hai nam tera, tere hee karan hai jivan suhana
    too hee toh mann me tan mann me basa, har ghadee dhyan rahe tera
    mai hu tera chahanewala japta hu teree mala
    toh man le too man bhee le kehna mera
    laut ke tujhko aana hai sunle kehta divana hai
    jab tera darsan payenge chain tab hamko pana hai
    morya morya morya rey, bappa morya morya morya rey - (2)

    too hee toh karta hai puree har aasha, too hee toh beda par kare
    too hee samjhe jo mann kee hai bhasha
    too hee toh dhadkan dilo kee suney
    tujhse hai duniya me kya chhupa
    abb mai tujhse kya mangu, too mera mai tera hu
    toh man le too man bhee le too kehna mera
    laut ke tujhko aana hai sunle kehta divana hai
    jab tera darsan payenge chain tab hamko pana hai
    morya morya morya rey, bappa morya morya morya rey - (2)
    (tujhko phir sey jalwa dikhana hee hoga
    agle baras aana hai aana hee hoga) - (2)
    ek don tin char ganpatee cha jayjaykar
    pach saha sat aath ganpatee hamare sath

    Related Lyrics