Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Dost (1974)

Aa Bata Denge Tujhe Kaise Jiya Jata Hai Lyrics

Dost (1974)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aa Bata Denge Tujhe Kaise Jiya Jata Hai from movie Dost (1974)

  

Lyrics

    • Movie Name : Dost (1974)
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar,Mohammad Rafi,Shatragun Sinha
    • Lyricist(s) : 

    kaise jite hain bhala, hamse sikho yeh ada - (2)
    aise kyun jinda hain log, jaise sharminda hain log
    dil peh sehkar sitam ke tir bhee
    pehankar pavun me janjir bhee, raks kiya jatha hai
    aa bata denge tujhe kaise jiya jata hai - (2)

    dar sey khamosh hai jo, kaisa befir hain woh
    ha woh insan nahee, ek tasvir hain woh
    toh bafthae khuda, jisse darta hai apan
    aur iss garibee me, badee mauj karta hai apan

    pareshan lakh sahee, gul nahee khakh sahee
    jindagee hai lajawab, yeh woh beva hai janab
    khubsurat hai jo dulhan sey bhee
    dost tho dost hai dushman sey bhee, pyar kiya jata hai
    aa batadenge tujhe kaise jiya jata hai - (2)

    chij iss ghum sey badee, iss jamane me nahee
    jo maja rone me hai, muskurane me nahee

    isliye toh bhai, rukhee sukhee jo mile pet bharne ke liye
    aur kafee do gaj hai jamin, jine marne ke liye

    kaise nadan hai woh, ghum sey anjan hai jo
    ranj naa hota agar, kya kushee kee thee kadar
    dard khud hai maseeha dosto, dard sey bhee dava kaa dosto
    kam liya ja tha hai..
    aa batadenge tujhe kaise jiya jatha hai

    chain mehalo kee nahee, rang raliyo me mujhe
    dedo thodee see jagah apnee galiyo me mujhe
    jhum kar nachne do, aaj mastee me jara
    le chalo sath mujeh apnee bastee me jara
    bana ho sone kaa bhee, pinjara hai pinjara jee
    paisa kis kam kaa hai, dhoka bas nam kaa hai
    rok le jo labo peh git ko, apne hatho sey aisee rit ko
    thod diya jata hai..
    maine bhee sikh liya kaise jiya jatha hai

    aa bata denge tujhe kaise jiya jatha hai - (7)

    Related Lyrics