Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Dostana

Khabar Nahi Lyrics

Dostana- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Khabar Nahi from movie Dostana

Lyrics

    • Movie Name : Dostana
    • Director(s) : Vishal-Shekhar
    • Singer(s) : Shreya Ghoshal,Vishal Dadlani,Amanat Ali
    • Lyricist(s) : 

    mere maula maula mere maula, man matwala kyun hua hua re
    man maula maula mere maula, mere maula
    kis taraf hai aaasmaan, kis taraf zaameen khabar nahi khabar nahi
    o o jab se aaya hai sanam, mujhko khud ki bhi khabar nahi khabar nahi
    ho o o hosh gul sapno ki mein bandhu pull
    aankh kab khuli khabar nahi khabar nahi
    hoo hoo kis taraf hai aaasmaan
    kis taraf zaameen khabar nahi khabar nahi
    mere maula maula mere maula, man matwala kyun hua hua re
    man maula maula mere maula, mere maula

    jaane kab kahan kaise tere ho gaye kaise
    hum to sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya
    mere khawaab dil saaansein, mil ke kho gaye aise
    tujko dekh ke aisa to kai baar ho gaya

    tu kahe dil yeh tera hi rahe
    aur kya kahun khabar nahi khabar nahi
    kis taraf hai aaasmaan kis taraf zaameen khabar nahi khabar nahi
    mere maula maula mere maula, man matwala kyun hua hua re
    man maula maula mere maula, mere maula
    aayega woh is intezaar mein
    ud chala dil wahan sapne jahan mein janu
    lagta hai woh mere kareeb hai
    aisa kyun hai magar dhunde nazar beqabu
    hosh gul sapno ki main bandhu pull
    aankh kab khuli khabar nahi khabar nahi ho o
    kis taraf hai aaasmaan, kis taraf zaameen khabar nahi khabar nahi
    jab se aaya hai sanamm mujhko khud ki bhi khabar nahi khabar nahi
    hosh gul sapno ki mein bandhu pull

    Related Lyrics