Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Dr. Vidya

Khanake Kangana Bindiya Hanse Lyrics

Dr. Vidya- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Khanake Kangana Bindiya Hanse from movie Dr. Vidya

  

Lyrics

    • Movie Name : Dr. Vidya
    • Director(s) : S D Burman
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    khanake kangana bindiya hanse, aayenge sajana hamare angana
    khanake kangana.........

    aayee mai saj ke unake liye, jhume yeh jhumaka jinake liye
    baje rey bichhua kehana mane naa, khanake kangana........

    sainya ne ulata ghunghata mera, maine bhee hans ke mukhada phera
    jagatee ankhiya dekhe yeh sapna, khanake kangana..........

    thamenge jab woh bainya moree, darungee ankhiya kajara bharee
    kahungeei balama hamko chhuo naa, khanake kangana...........

    Related Lyrics