Tauba Yeh Adaaye Dekhe Se Khumaar Aaye Lyrics

Ehsaan (1970)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tauba Yeh Adaaye Dekhe Se Khumaar Aaye from movie Ehsaan (1970)

  

Lyrics

    • Movie Name : Ehsaan (1970)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Mohammad Rafi
    • Lyricist(s) : 

    haan (tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
    are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
    na yuun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana) - (2)

    (yeh rangin badan dekho sitam dhaaye na kahi
    are dil dhadake mera leharo mein lehraake dolo nahin) - (2)
    darata hoon main sholo hai tu aag paani mein lag jaaye na
    tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
    are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
    na yuun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana

    (yeh socho jara koi tera chume hai kadam
    haay jid na karo jine do auron ko bhi ai sanam) - (2)
    chhukar tujhe meri tarah saat mausam bhi ruk jaaye na
    tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
    are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
    na yuun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana

    (hai tan mann mera ulajha huwa julfon mein teri
    are sun woh bewafa baahon mein le le yeh baahein meri) - (2)
    aa aa bhi ja warana kahin dubkar koi reh jaaye na haay
    (tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
    are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
    na yuun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana) - (2)

    Related Lyrics