Main Deewaana Na Jaana Kab Kaise Lyrics

Ek Main Aur Ek Tu (1986)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Main Deewaana Na Jaana Kab Kaise from movie Ek Main Aur Ek Tu (1986)

  

Lyrics

    • Movie Name : Ek Main Aur Ek Tu (1986)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Asha Bhosle,Mohammed Aziz
    • Lyricist(s) : 

    (main deewaana na jaana kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gayi-2
    o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi) - (2)

    main deewaani na jaani kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gaya
    o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya

    pehale gussa aaya phir yaar aa gaya - (2)
    patjhad mein yeh mausame bahaar aa gaya
    o jhute waade par bhi aitbaar aa gaya
    aankhon hi aankhon mein, baaton hi baaton mein yeh daastaan ban gayi
    o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
    main deewaani na jaani kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gaya
    o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya

    hum kitana bichade phir mulaakaat ho gayi - (2)
    hum kitaa ruthe phir kaise baat ho gayi
    kab yeh aag lagi kab yeh barsaat ho gayi
    dub gaye hum dono jisame paani ka katara katara tufaan ban gaya
    o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya
    main deewaana na jaana kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gayi
    o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

    duniya ki unchi unchi deewaar gir gayi - (2)
    woh rasmo riwaajon ki talwaar gir gayi
    main tere kadamon mein ho dildaar gir gayi
    tauba tauba kitani mushkil baat mohabbat mein kitani aasaan ban gayi
    o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
    main deewaani na jaani kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gaya
    o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya - (2)

    Related Lyrics