Apane Liye Hi Jina Kya Jina Lyrics

Faraib (1983)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Apane Liye Hi Jina Kya Jina from movie Faraib (1983)

  

Lyrics

    • Movie Name : Faraib (1983)
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : 
    • Lyricist(s) : 

    hey ha
    apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena
    kisi ke dil ko jo de de sahaara, tufaam mein aa jaaye banake kinaara
    jarra bhi ho woh toh ban jaaye taara
    chamake banake nagina ho o o o o......
    apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena

    tune jamaane jode khajaane, tute dilon ko na joda - (2)
    dariya ka paani kam toh na hoga pyaasa jo pi lega thoda
    pyaar kama kabhi pyaar bana kabhi tu bhi kuchh karke dikha
    ho o o o apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena

    thoda gagan ko niche jhuka do dharati ko thoda utha do - (2)
    jine ka mauka de de sabhi ko deewaarein dil se hata do
    na ho kahin ghum na ho jyaadasukh dukh bate iss tarah
    o o o o apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena
    kisi ke dil ko jo de de sahaara, tufaam mein aa jaaye banake kinaara
    jarra bhi ho woh toh ban jaaye taara
    chamake banake nagina ho o o o o......
    apane liye hi jina kya jina, sun le o pyaare sun le haseena - (2)

    Related Lyrics