Jau Kaha Tere Bina Lyrics

Fareb - Twisted Love- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jau Kaha Tere Bina from movie Fareb - Twisted Love

  

Lyrics

    • Movie Name : Fareb - Twisted Love
    • Director(s) : Anu Malik
    • Singer(s) : Udit Narayan,Shraddha Pandit
    • Lyricist(s) : 

    jau kaha, jau kaha, jau kaha tere bina
    bahon me teree, aankho me teree, sanson me teree jina

    (dil jalaya toh kabhee khud ko mitaya hain
    tab kabhee jake sanam aapko paya hain) - (4)

    dhadakta hain dil kyon meraa tere samane
    hote hain jab ham aamane samane
    mai bhee toh yeh janu, kyon aaisa meraa hal hain
    kyon lagee hu dil mai apna thamane
    mohabbat me yeh hota hee hain
    hasta hain dil rota bhee hain, jao jao jao aaise naa darao
    rab kee taraj tujhe dil mai basaya hain
    tab kabhee jake sanam aapko paya hain
    dil jalaya toh kabhee khud ko mitaya hain
    tab kabhee jake sanam aapko paya hain

    jau kaha, jau kaha, jau kaha tere bina
    bahon me teree, aankho me teree, sanson me teree jina

    kasam kha rahe hain kasam kee kasam
    honge naa juda tumse sanam
    tujhe yad karte hain saree saree rat ham
    tere inn baton pe mar meetey hain ham
    din subah sham ek ho gaya
    jabse too meree mai teraa ho gaya
    kahee bhee naa jao mere pass aao
    badee mannato se khuda ko manaya hain
    tab kabhee jake sanam aapko paya hain
    dil jalaya toh kabhee khud ko mitaya hain
    tab kabhee jake sanam aapko paya hain

    jau kaha, jau kaha, jau kaha tere bina
    bahon me teree, aankho me teree, sanso

    dil jalaya hee kabhee khud ko mitaya hain
    tan kahee jake sanam aapko paya hain

    Related Lyrics