Sheesha-e-dil Mein Teri Tasbeer Hai Lyrics

Gehra Zakham (1981)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sheesha-e-dil Mein Teri Tasbeer Hai from movie Gehra Zakham (1981)

  

Lyrics

    • Movie Name : Gehra Zakham (1981)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Suresh Wadkar,Asha Bhonsle,Amit Kumar Ganguly,Sapan Chakravarty
    • Lyricist(s) : 

    o o o kya huwa jo na paayi waha aap se
    pyaar ko mil gaya raasta aap se
    ho kya bataaye hamein kya mila aap se
    jindagi ko mila aasara aap se
    o o o raaj dil ka kahaan hai chhupa aap se
    hai har ik dard ka silsila aap se, wallaah

    sheesha-e-dil mein -2 teri tasbeer hai
    (sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai
    jaanemann muh chhupaane se kya faayada) - (2)
    sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai

    husn shabnam nahi husn shola bhi hai
    dekhate dekhate tum badal jaaoge
    aa aa aa.... paas aa hi gaye ho toh phir soch lo
    jab yeh parada hatega toh jal jaaoge - (2)
    husn ki aaraju -2 koi aasaan nahi
    jindagi ko mitaane se kya faayada
    sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai
    jaanemann muh chhupaane se kya faayada
    sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai

    humse puchho mohabbat mein hota hai kya
    julmen ulfat ke hum bhi gunehgaar hai
    jin adaao ke shaida ho tum jaane jaan
    unn adaao mein hum bhi girftaar hai - (2)
    tum bhi parde mein -2 hum bhi parde mein hai
    baat aage badhaane se kya faayada
    sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai
    jaanemann muh chhupaane se kya faayada
    sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai

    ho dil mein teri mohabbat ka armaan hai
    dur se teri mehfil mein aaye hai hum
    aa aa aa aa...
    parade waale na khul jaaye parada tera
    apani aankhon tufaan laaye hai hum - (2)
    teri chaat mein allaah
    teri chaat mein barbaad kab se hai hum
    hamase daaman bachaane se kya faayda
    sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai
    jaanemann muh chhupaane se kya faayada
    sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai

    har hansi raaste ke musaafir hai hum
    husn ki jaan hai ishq ki shaan hai
    kaun hai kitane paani mein waaqib hai hum
    tum ho tufaan toh hum bhi chattan hai - (2)
    aamane saamane aa gaye ho toh phir
    raaj dil ka chhupaane se kya faayada
    sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai
    jaanemann muh chhupaane se kya faayada
    sheesha-e-dil mein teri hi tasbeer hai

    Related Lyrics