Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Hanste Zakhm

Hai Re Tauba Yeh Jawanee Lyrics

Hanste Zakhm- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Hai Re Tauba Yeh Jawanee from movie Hanste Zakhm

  

Lyrics

    • Movie Name : Hanste Zakhm
    • Director(s) : Madan Mohan
    • Singer(s) : Mohammad Rafi,Balbeer
    • Lyricist(s) : 

    hai re tauba -2 yeh jawanee yeh jawanee kaa garur
    ishk ke samne phir bhee sar jhukana hee pada
    kaisa kahete the naa aayenge - (2)
    magar dil ne iss tarah pukara tumhe aana hee pada

    han yeh mana meree jan mohabat saja hai - (2)
    maja isme itana magar kisliye hai - (2)
    woh ek bekararee jo abtak idahar thee
    woh hee bekararee udhar kis liye hai
    abhee tak toh idhar thee udhar kisliye hai
    kisliye hai han kisliye hai
    han yeh mana meree jan.........

    (bahelna naa jane badalna naa jane
    tamana machal ke sambhalna najane - (2)) - (2)
    karib aur aao kadam toh badhao
    juka du naa me sar toh sar kis liye - (2)
    han yeh mana meree jan.........

    najare bhee dekhe ishare bhee dekhe
    kai khubsurat sahare bhee dekhe - (2)
    najare bhee dekhe ishare bhee dekhe
    kai khubsurat sahare bhee dekhe
    nam kya chij hai ijjat kya hai, sone chandee kee hakikat kya hai
    lakh bahalaye koyee daulat se, pyar ke samne daulat kya hai
    najare bhee dekhe ishare bhee dekhe
    kai khubsurat sahare bhee dekhe - (2)
    jo maikhene jake me sagar uthao
    toh phir yeh nasili najar kisliye hai - (2)
    han yeh mana meree jan..........

    tumhi ne savanra tumhi ne sajaya
    mere sune dil ko tumhi ne basaya - (2)
    tumhee ne savanra tumhi ne sajaya
    mere sune dil ko tumhi ne basaya
    jis chaman se bhee tum gujar jao, har kali par nikhar aajaye
    ruth jo toh ruth jai khuda, aur jo has do toh bahar aa jaye
    tumhee ne savanra tumhee ne sajaya
    mere sune dil ko tumhi ne basaya - (2)
    tomhare kadam se hai ghar me ujala
    agar tum nahee toh yeh ghar kis liye hai - (2)
    han yeh mana meree jan...........

    Related Lyrics