Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Hanuman

Jai Hanuman Gyan Gun Sagar Lyrics

Hanuman- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jai Hanuman Gyan Gun Sagar from movie Hanuman

  

Lyrics

    • Movie Name : Hanuman
    • Director(s) : Tapas Relia
    • Singer(s) : Kailash Kher,Shankar Mahadevan
    • Lyricist(s) : 

    dariya me dip stambh tum, andhkar me jyoti tum
    nirash mann kee asha tum -2, bhatke ko rah dikhao tum
    dhup me sans kee aas tum, gyan kee bhujao pyas tum

    jai hanuman gyan gun sagar, (jai kapis tihu lok ujjagar -2)

    ghor andhera dur savera kal chakra kaa kaisa phera - (2)
    din hin ko aasra teraa - (2)
    sankatmochan tu meraa, moksha marg tu hee meraa

    jai hanuman gyan gun sagar, (jai kapis tihu lok ujjagar - 2)

    dariya me dip stambh tum, andhkar me jyoti tum
    nirash mann kee asha tum -2, bhatke ko rah dikhao tum
    dhup me sans kee aas tum, gyan kee bhujao pyas tum

    Related Lyrics