Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Hero (old)

Nindiya Se Jagee Bahar, Aisa Mausam Dekha Pehali Bar Lyrics

Hero (old)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Nindiya Se Jagee Bahar, Aisa Mausam Dekha Pehali Bar from movie Hero (old)

  

Lyrics

    • Movie Name : Hero (old)
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    (nindiya se jagee bahar, aisa mausam dekha pehali bar - (2)
    koyal kuhke kuhke gaye malhar - (2)) - (2)
    nindiya se jagee bahar, aisa mausam dekha pehali bar

    mai hu abhee kamsin kamsin - (2)
    janu naa kuchh iss bin, iss bin
    rate jawanee kee -2, bali umar ke din
    kab kya ho nahee ek bar, aisa mausam dekha pehali bar
    koyal kuhke kuhke gaye malhar, kuhke kuhke gaye malhar
    nindiya se jagee bahar, aisa mausam dekha pehali bar

    kaisee yeh rut aayee, rut aayee, kaisee yeh rut aayee
    sun ke mai sharmayee sharmayee, sun ke mai sharmayee
    kanon mai kah gayee kya -2, jane yeh purwayee

    pahne phulo kne kirnon ke har, aisa mausam dekha pehali bar
    koyal kuhke kuhke gaye malhar, kuhke kuhke gaye malhar
    nindiya se jagee bahar, aisa mausam dekha pehali bar
    koyal kuhke kuhke gaye malhar, kuhke kuhke gaye malhar........

    Related Lyrics