Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Naukar

Jamaana Toh Hai Naukar Biwi Ka Lyrics

Naukar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jamaana Toh Hai Naukar Biwi Ka from movie Naukar

  

Lyrics

    • Movie Name : Naukar
    • Director(s) : Bappi Lahiri
    • Singer(s) : Kishore Kumar,Nishi Kohli
    • Lyricist(s) : 

    burr burr hey ey ey ey sambhal
    are log mujhe kyun dete hai taana
    haan main hoon biwi ka deewaana
    are toh kya huwa, jamaana toh hai naukar biwi ka
    taak dhina dhin taak dhina dhin taak dhina dhin
    jamaana toh hai naukar biwi ka
    log mujhe kyun dete hai taana
    haan main hoon biwi ka deewaana
    jamaana toh hai naukar biwi ka
    haan jamaana toh hai naukar biwi ka

    haan saare shehar ko aankh dekhaaye, sabki udaaye khilli
    shohar baahar sher bane par, ghar mein bheegi billi
    saare shehar ko aankh dekhaaye sabki udaaye khilli
    shohar baahar sher bane par, ghar mein bheegi billi
    ghar ghar ka dastur yahin hai, bambai ho ya dilli
    kya haan jamaana toh hai naukar biwi ka
    haan jamaana toh hai naukar biwi ka - (2)

    jai ho patni raani
    (har puja se badhkar dekhi maine patni puja
    pyaar mein duba biwi ke toh aur nahi kuchh sujha) - (2)
    duniya mein khush rehane ka koyi aur na rasta duja
    kyun kyun ki jamaana toh hai naukar biwi ka

    biwi aisi kahaan dusari maahu maahu maahu maahu maahu
    karunga saari umar naukari maahu maahu maahu maahu maahu
    dunga main din raat salaami, karunga main har waqt gulaami
    pyaar mujhe tu sachcha de de, de de, de de, de de, kya
    de de bas ek bachcha de de - (2)
    o dont be silly shut up
    main toh bolunga - (2)
    koyi kunwaara maane na maane
    shaadi jo kar yeh wohi jaane
    jamaana toh hai naukar biwi ka
    are chhodo na, haan jamaana toh hai naukar biwi ka
    of ho yeh kya kar rahe ho, jamaana toh hai naukar biwi ka
    are re re daada ji dekh rahe hain
    jamaana toh hai naukar biwi ka
    of ho chhodo na, jamaana toh hai naukar biwi ka

    Related Lyrics