Koyi Pardesi Aaya Pardes Mein Lyrics

Hum Hai Lajwaab (1984)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Koyi Pardesi Aaya Pardes Mein from movie Hum Hai Lajwaab (1984)

  

Lyrics

    • Movie Name : Hum Hai Lajwaab (1984)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Anwar
    • Lyricist(s) : 

    koyi pardesi aaya pardes mein - (2)
    des banaaya pardes mein
    koyi pardesi aaya pardes mein - (2)

    saari jamin se saare aasmaan se, pyaar bada hai dono jahaan se - (2)
    saare sandese ik sandes mein
    koyi pardesi aaya pardes mein - (2)

    hum sab musaafir duniya safar hai, iss raste mein kisako khabar hai-2
    kaun kahaan mil jaaye kis bhes mein
    koyi pardesi aaya pardes mein - (2)

    apana hai yaaron yeh saara jamaana, begaano ko bhi na thukaraana - (2)
    dard hajaaron dil ki ik thes mein
    koyi pardesi aaya pardes mein - (2)
    des banaaya pardes mein
    koyi pardesi aaya pardes mein - (2)

    Related Lyrics