Daastaan.... Kaise Tujhe Main Kahun Lyrics

Inteha - Kehna Chahta Houn- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Daastaan.... Kaise Tujhe Main Kahun from movie Inteha - Kehna Chahta Houn

  

Lyrics

  • Inteha - Kehna Chahta Houn
  • Movie Name : Inteha - Kehna Chahta Houn
  • Director(s) : Inteha
  • Singer(s) : Inteha
  • Lyricist(s) : 

o ho kaise tujhe main kahun
tujh bin main kaise rahun
khaabon mein mere tu basa, yaadon ne teri hai dasa
aaja ek baar dil hai bekaraar, sunle saajana yeh pukaar
kaise tujhe main kahun
tujh bin main kaise rahun

jis din socha yeh keh du tujhako main, dil ki yeh saari daastaan
tab mann pohancha tere dar par, haan na jaane ?? kahaan
aaja ek baar, kar raha hoon intjaar, sun yeh saajana yeh pukaar
kaise tujhe main kahun
tujh bin main kaise

sab kuchh lutaake apana banaake, jo tune waade the kiye
mujhako tadpaake khud ke sajaake na jaane kahaan chal diye
aaja ek baar, kar raha hoon intjaar, sun yeh saajana yeh pukaar
kaise tujhe main kahun
tujh bin main kaise rahun

Related Lyrics