Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Jaal (1967)

Akela Hoon Main Humsafar Dhundata Hoon Lyrics

Jaal (1967)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Akela Hoon Main Humsafar Dhundata Hoon from movie Jaal (1967)

  

Lyrics

    • Movie Name : Jaal (1967)
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Mohammad Rafi
    • Lyricist(s) : 

    (akela hoon main humsafar dhundata hoon
    mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon) - (2)
    kisi ?? shaame sehar dhundata hoon
    akela hoon main humsafar dhundata hoon
    mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

    yeh mehaki huyi raat kitani haseen hai - (2)
    magar mere pehalu mein koyi nahi hai - (2)
    mohabbat bhari ik najar dhudata hoon
    akela hoon main humsafar dhundata hoon
    mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

    mere dil mein aaja nigaahon mein aaja - (2)
    mohabbat ki rangin raahon mein aaja - (2)
    tujhiko ko main o bekhar dhundata hoon
    akela hoon main humsafar dhundata hoon
    mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

    ke dar jaau viraan hai mri raahein - (2)
    kisiko na apana saki meri aahein - (2)
    main aahone mein apani asar dhundata hoon
    akela hoon main humsafar dhundata hoon
    mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon
    kisi ?? shaame sehar dhundata hoon
    akela hoon main humsafar dhundata hoon
    mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

    Related Lyrics