Iss Dil Mein Kya Hai Lyrics

Jab Pyar Kisi Se Hota Hai- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Iss Dil Mein Kya Hai from movie Jab Pyar Kisi Se Hota Hai

  

Lyrics

    • Movie Name : Jab Pyar Kisi Se Hota Hai
    • Director(s) : Jatin-Lalit
    • Singer(s) : Udit Narayan,Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
    phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
    tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
    tere liye hi main hoon bekraar

    iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
    phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
    tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
    tere liye hi main hoon bekraar

    chhu liya tune mujhko saara badan jal raha hai
    pyaar mein jor kaisa koi jaadu sa bas chal raha hai
    paagal na main ho jaau
    iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
    phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
    tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
    tere liye hi main hoon bekraar

    iss dil mein kya hai

    thaam le meri baahein, mausam jawaan aur haseen hai
    kya karu naam tera dil bhulata hi nahi hai
    jaagu ya main so jaau
    iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
    phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
    tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
    tere liye hi main hoon bekraar

    iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
    phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
    tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
    tere liye hi main hoon bekraar

    taram taram tararara, taram taram tara.....

    Related Lyrics