Morey Morey Piya Lyrics

Jal - Boondh (a Drop Of Jal)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Morey Morey Piya from movie Jal - Boondh (a Drop Of Jal)

  

Lyrics

  • Jal - Boondh (a Drop Of Jal)
  • Movie Name : Jal - Boondh (a Drop Of Jal)
  • Director(s) : Jal (Pakistani Band)
  • Singer(s) : Jal (pakistani Band)
  • Lyricist(s) : 

din wohi raatein wohi par main woh na raha
tanha inn shaamo mein koi bhi apana na tha
chanda aur taarein bhi bole ki yeh kya huwa
haan main wohi tum wohi sama yeh woh na raha
morey piya tu na samajha, main iss duniya ka na tha

khoya dil khoyi ?? dhundoo main kya
auron se shikwa par apano ne bhi kya kiya
nahin iss duniya mein koi jo apana laga
jamaane ki dhoop ne hi mujhko ruswa kiya
morey piya tu na samajha, main iss duniya ka na tha
rishtein sabhi ban jaate hain, tutne ke liye ek lamha
morey morey piya, kaise kaise jiyaan

rishtein sabhi ban jaate hain tutne ke liye ek lamha
morey morey piya, kaise kaise jiyaan (morey piya)..........

Related Lyrics