Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Jalwa

Jaadu Kiya Kya Tune Piya Lyrics

Jalwa- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jaadu Kiya Kya Tune Piya from movie Jalwa

  

Lyrics

    • Movie Name : Jalwa
    • Director(s) : Dilip Sen-Sameer Sen,Laxmi-Vasant
    • Singer(s) : Alka Yagnik
    • Lyricist(s) : 

    jaadu kiya kya tune piya, kahin bhi na laage re mora jiya - (2)
    jaadu kiya kya tune piya ho o o.....

    (ulajhaaya hai mohe kis uljhana mein
    huyi baawari main toh teri lagan mein) - (2)
    haari main toh haari tose re maahiya
    haan jaadu kiya kya tune piya, kahin bhi na laage re mora jiya
    jaadu kiya kya tune piya

    (neha lagaake na sahi jaaye duri
    barakha bina kaise naache mayuri) - (2)
    haay jal rahi hoon main jaise diya
    jaadu kiya kya tune piya, kahin bhi na laage re mora jiya - (2)
    jaadu kiya kya tune piya ho o o o

    Related Lyrics