Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Jurm (1990)

Jab Koyi Baat Bigad Jaaye Lyrics

Jurm (1990)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jab Koyi Baat Bigad Jaaye from movie Jurm (1990)

  

Lyrics

    • Movie Name : Jurm (1990)
    • Director(s) : Rajesh Roshan
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Sadhana Sargam
    • Lyricist(s) : 

    (jab koyi baat bigad jaaye, jab koyi mushkil pad jaaye
    tum dena saath mera o humnawaaz) - (2)
    na koyi hai na koyi tha jindagi mein tumhaare siva
    tum dena saath mera o humnawaaz - (2)

    (ho chaandani jab tak raat, deta hai har koyi saath
    tum magar andhero mein, na chhodana mera haath) - (2)
    jab koyi baat bigad jaaye, jab koyi mushkil pad jaaye
    tum dena saath mera o humnawaaz
    na koyi hai na koyi tha jindagi mein tumhaare siva
    tum dena saath mera o humnawaaz

    (wafadaari ki woh rasame nibhayenge hum tum kasame
    ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apane bas mein) - (2)
    jab koyi baat bigad jaaye, jab koyi mushkil pad jaaye
    tum dena saath mera o humnawaaz
    na koyi hai na koyi tha jindagi mein tumhaare siva
    tum dena saath mera o humnawaaz

    (dil ko mere huwa yakin hum pehale bhi mile kahi
    silsila ye sadiyo ka koyi aaj ki baat nahi) - (2)
    (jab koyi baat bigad jaaye, jab koyi mushkil pad jaaye
    tum dena saath mera o humnawaaz) - (2)
    na koyi hai na koyi tha jindagi mein tumhaare siva
    tum dena saath mera o humnawaaz - (2)

    Related Lyrics