Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Kamchor

Tum Mere Swami Main Tumhari Daasi Lyrics

Kamchor- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tum Mere Swami Main Tumhari Daasi from movie Kamchor

  

Lyrics

  • Kamchor
  • Movie Name : Kamchor
  • Director(s) : Rajesh Roshan
  • Singer(s) : Kishore Kumar,Lata Mangeshkar
  • Lyricist(s) : 

(tum mere swami main tumhari daasi, tum bin reh sakungi piya
ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya) - (2)

duniya ka dastur puraana, mausam sang badale jamana - (2)
hum tum na badalenge badale jag sara, waada raha yeh hamara tumhara
tum mere swami main tumhari daasi, tum bin reh sakungi piya
ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya

hairaan hoon main aur paresha, kitani ho sundar meri ja - (2)
yuhi pyar ki tujhpe chhaya karunga, suraj kiran ko bhi chhune na dunga
tu preet meri main preet tera, sang sang rahenge hum yuhi sada
ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya

mere sajan ka yeh aangan, tulasi ke jitna hai pawan - (2)
jalati rahe yeh jyot aarati ki, barasat hoti rahe yu khushi ki
tum mere swami main tumhari daasi, tum bin reh sakungi piya
ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya

Related Lyrics