Piya Milan Ko Jana Ha Piya Milan Ko Jana Lyrics

Kapala Kundala- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Piya Milan Ko Jana Ha Piya Milan Ko Jana from movie Kapala Kundala

  

Lyrics

    • Movie Name : Kapala Kundala
    • Director(s) : Pankaj Mullick
    • Singer(s) : Pankaj Mullick
    • Lyricist(s) : Pankaj Mullick

    piya milan ko jana, ha piya milan ko jana
    jag kee laj, mann kee mauj, dono ko nibhana
    piya milan ko jana, ha piya milan ko jana

    kante bikhara ke chalu, panee dhalaka ke chalu (2)
    sukh ke liye sikh rakhu - (2)
    pehale dukh uthana, piya milan ko jana.......

    payal ko bandh ke -2, uthee chubh nag ke
    payal ko bandh ke.....
    dhire dhire dabe dabe pavon ko badhana
    piya milan ko jana.........

    bujhe diye andheree rat, aankho par dono hath - (2)
    kaise kateh kathin bat - (2)
    chal ke aajmana, piya milan ko jana
    ha piya milan ko jana jana, piya milan ko jana jana
    piya milan ko jana, ha piya milan ko jana

    Related Lyrics