Are Khol Dungi Dil Ka Taala Lyrics

Karishmaa (1984)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Are Khol Dungi Dil Ka Taala from movie Karishmaa (1984)

  

Lyrics

    • Movie Name : Karishmaa (1984)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Kishore Kumar,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    are khol dungi dil ka taala main hu woh chaabi raaja aaja raaja aaja
    are pyaar me yeh juld baaji teri yahi kharaabi rani o jani rani o jani

    tu haal na mera jaane, aur baat na meri maane
    aisa bhi kya dil tadpaana
    tu toh meri dilbar hai bas itana sa hi darr hai
    ban jaaye na koyi fasaana
    chhod de duniya se darana ho ja aaj sharaabi raja aaja raja aaja
    are khol dungi dil ka taala main hu woh chaabi raaja aaja aaja
    raaja aaja aa aa

    kitana achchha hai mauka aise mein de mat dhoka
    jaane din kab aaye
    yeh din har din aayega maka bhi mil jaayega
    pagali hai tu yuun hi ghabaraaye
    naam le le ke tera mere hont gulaabi raaja aaja raaja aaja
    are khol dungi dil ka taala main hu woh chaabi raaja aaja aaja
    raaja aa aaja aa aa

    ywh aadat buri hai teri shubh kaam mein kaisi deri
    lagata hai tu bilkul anaadi
    jo dil har ik pe aaye woh dil dil na kehlaaye
    waise toh hoon main bhi khilaadi
    o jaane le tu bhi to padhana chehara mera kitaabi raja aaja raja aaja
    are khol dungi dil ka taala main hu woh chaabi raaja aaja raaja aaja
    are pyaar me yeh juld baaji teri yahi kharaabi rani o jani rani o jani
    raaja aaja la la la la....

    Related Lyrics