Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Kasak

Jana Hain Jana Hain Chalte Hee Jana Hain (male) Lyrics

Kasak- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jana Hain Jana Hain Chalte Hee Jana Hain (male) from movie Kasak

  

Lyrics

  • Kasak
  • Movie Name : Kasak
  • Director(s) : M M Kreem
  • Singer(s) : Madhushree
  • Lyricist(s) : 

jana hain jana hain, chalte hee jana hain
naa koyee apna hain, naa koyee thikana hain
(sab raaste naraj hain, manjil kee aahato se rahee begana hain
jana hain jana hain, chalte hee jana hain) - (2)

har jagah rehate hain saye afsano ke
apno se lagte hain chehre anjano ke
aake sehrao me guchhe khil jate hain
ajanabee modo pe apna mil jata hain
rup iss jivan kaa kisne pehchana hain
jana hain jana hain, chalte hee jana hain

rang koyee jane naa lamho ke mausam kaa
ek pal khushiyo kaa dusra pal gam kaa
kar yakin kar le yakin socha naa too kal kee
aaj kee parwah kar soch naa too kal kee
iss galee se nikle phir wahee aana hain
jana hain jana hain, chalte hee jana hain
naa koyee apna hain naa koyee thikana hain
sab raste naraj hain, manjil kee aahato se rahee begana hain
jana hain jana hain, chalte hee jana hain

Related Lyrics