Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Kati Patang

Pyar Diwana Hota Hai Mastana Hota Hain Lyrics

Kati Patang- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Pyar Diwana Hota Hai Mastana Hota Hain from movie Kati Patang

  

Lyrics

  • Kati Patang
  • Movie Name : Kati Patang
  • Director(s) : R D Burman
  • Singer(s) : Kishore Kumar
  • Lyricist(s) : 

pyar diwana hota hai mastana hota hain
har khushee se har gam se begana hota hain

shama kahe parawane se pare chala ja
meree tarah jal jayega yaha nahee aa
woh nahee sunata usako jal jana hota hain

rahe koyee sau parado me dare sharam se
najar ajee lakh churaye koyee sanam se
aa hee jata hain jis pe dil aana hota hain

suno kisee shayar ne yeh kaha bahot khub
mana kare duniya lekin mere mehbub
woh chhalak jata hai jo paimana hota hain

Related Lyrics