Pathhar Kaha Gaya, Kabhee Shisha Kaha Gaya Lyrics

Khushboo - Pankaj Udhas- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Pathhar Kaha Gaya, Kabhee Shisha Kaha Gaya from movie Khushboo - Pankaj Udhas

  

Lyrics

    • Movie Name : Khushboo - Pankaj Udhas
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Pankaj Udhas
    • Lyricist(s) : 

    usakee mehfil me jake dekh liya
    apna sab kuchh lutake dekh liya
    lakh samjhaya par naa samjhega
    dil ko phir aajmake dekh liya

    pathhar kaha gaya, kabhee shisha kaha gaya - (2)
    dil jaisee ek chij ko kya kya kaha gaya
    pathhar kaha gaya, kabhee shisha kaha gaya

    shero me usake husn ko kya kya kaha gaya - (2)
    badal ko julf, phul ko chehara kaha gaya - (2)
    dil jaisee ek chij ko kya kya kaha gaya
    pathhar kaha gaya, kabhee shisha kaha gaya

    socho toh yeh bhee ek kafas hee toh hai jise - (2)
    tehjib kee juban me kamara kaha gaya - (2)
    dil jaisee ek chij ko kya kya kaha gaya
    pathhar kaha gaya, kabhee shisha kahagaya

    ek bat akhhtiyar se bahar jo thee use - (2)
    kis khubsuratee se tamanna kaha gaya - (2)
    dil jaisee ek chij ko kya kya kaha gaya
    pathhar kaha gaya, kabhee shisha kaha gaya

    hairat hai unakee baj me mohabat me kaljafar - (2)
    mujhase gunahgar ko apna kaha gaya - (2)
    (dil jaisee ek chij ko kya kya kaha gaya
    pathhar kaha gaya, kabhee shisha kaha gaya) - (2)
    pathhar kaha gaya, kabhee shisha kaha gaya

    Related Lyrics