Yaad Nahin Kya Kya Dekha Tha Lyrics

Khwahishein - Jagjit Singh- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yaad Nahin Kya Kya Dekha Tha from movie Khwahishein - Jagjit Singh

  

Lyrics

  • Khwahishein - Jagjit Singh
  • Movie Name : Khwahishein - Jagjit Singh
  • Director(s) : 
  • Singer(s) : Jagjit Singh
  • Lyricist(s) : 

yaad nahin kya kya dekha tha, saare manjar bhul gaye - (2)
usaki galiyon se jab gujare apana hi ghar bhul gaye
yaad nahin kya kya dekha tha, saare manjar bhul gaye
usaki galiyon se jab gujare apana hi ghar bhul gaye
yaad nahin, yaad nahin

khub gaye pardes ke apane dewaaro dar bhul gaye
khub gaye pardes, khub gaye pardes ke apane dewaaro dar bhul gaye
sheesh mehal mein aisa bhi mitti ke ghar bhul gaye
usaki galiyon se jab gujare apana hi ghar bhul gaye
yaad nahin, yaad nahin

mujhako jinhone katl kiya hai, koyi unhe batlaaye naji - (2)
meri laash ke pehalu mein woh apana khanjar bhul gaye - (2)
usaki galiyon se jab gujare apana hi ghar bhul gaye
yaad nahin kya kya dekha tha, saare manjar bhul gaye
usaki galiyon se jab gujare apana hi ghar bhul gaye
yaad nahin, yaad nahin

Related Lyrics