Tere Bina Ek Pal Lyrics

Khwaishein (aneek Dhar)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tere Bina Ek Pal from movie Khwaishein (aneek Dhar)

  

Lyrics

  • Khwaishein (aneek Dhar)
  • Movie Name : Khwaishein (aneek Dhar)
  • Director(s) : Shibu-Pintu
  • Singer(s) : Aneek Dhar
  • Lyricist(s) : 

(tere bina ek pal -2, suna yeh jahaan) - (2)
ho o o o tere bina ek pal main jiya abb agar - (2)
toh dard ki aaghosh mein so jaayunga
tere bina ek pal main jiya abb agar
toh dard ki aaghosh mein so jaayunga
dhundegi tu mujhe baadalon mein sada - (2)
aasmaano ka main ho jaayunga
tere bina ek pal

tere bina ek pal - (2)
(bebasabab tu gaya, ghum sada main huwa
tere bin abb yahaan, bewajah main jiya) - (2)
lautkar tu nahi aayi toh main yahaan - (2)
raat ki raahon mein kho jaayunga
tere bina ek pal
(tere bina ek pal -2, suna yeh jahaan) - (2)

(kyun meri har duwa ban gayi badduwa
aisa maine kya kiya ho gayi tu khafa) - (2)
sehami sehami hai ghata, thehari thehari hai hawa - (2)
begaana main khud se ho jaayunga
tere bina ek pal main jiya abb agar - (2)
toh dard ki aaghosh mein so jaayunga
dhundegi tu mujhe baadalon mein sada - (2)
aasmaano ka main ho jaayunga
tere bina ek pal
(tere bina ek pal -2, suna yeh jahaan) - (4)

Related Lyrics