Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Koi Aap Sa

Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya Lyrics

Koi Aap Sa- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya from movie Koi Aap Sa

  

Lyrics

  • Koi Aap Sa
  • Movie Name : Koi Aap Sa
  • Director(s) : Himesh Reshammiya
  • Singer(s) : Alka Yagnik,Udit Narayan
  • Lyricist(s) : 

jane hai kitana bechain mann, jane hai kaisa devanapan, devanapan
kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
jab se hai tum pe, (mujko pyar aaya -2)
kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
jab se hai tum pe mujko pyar aaya, pyar aaya

too tassvur me mere toh hee baato me
too afsane me mere, too hee yaado me
kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
jabse hai tumpe (mujhko pyar aaya -2)
bekararee bharee kab kese ya dil na samaj na paye
badla badla lage yai alam anjana nasha chaye

tehri jamee tehara hai pal, mann me machee kyun halchal
sub kuchh alag sa lagne laga, yeh dard kesa jagne laga jagne laga
kabhee na sakun aaya kabhee na karar aaya
jab se hai tumpe mjko pyar aaya

dil lagee dil lagee me kaise mai khud ko bhula baithee
mene toh kuchh na socha samja sapne bhee saja baithee

abb ko bas chalta nahee, ik lamha dhalta nahee
chubhane lagee kyu yeh duriya, koyee na jane majburiya majburiya
(kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
jab se tumpe mujko pyar aaya) - (2)
pyar aaya - (4)

Related Lyrics