Kabhee Aansu Kabhee Khushbu Lyrics

Loving Gazals - Pankaj Udhas- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kabhee Aansu Kabhee Khushbu from movie Loving Gazals - Pankaj Udhas

  

Lyrics

    • Movie Name : Loving Gazals - Pankaj Udhas
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Pankaj Udhas
    • Lyricist(s) : 

    (kabhee aansu kabhee khushbu kabhee nagama bankar -2
    hamase har sham milee hai teraa chehra bankar) - (2)
    kabhee aansu kabhee khushbu kabhee nagama bankar

    chand nikala hai teree aankh ke aanso kee tarah - (2)
    phul mehake hai teree julf kaa saya banakar - (2)
    hamase har sham milee hai teraa chehara bankar
    kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar

    dil ke kagaj pe tu utarata hai tu sheron kee tarah - (2)
    mere honton pe chamakata hai tu nagama banakar - (2)
    hamase har sham milee hai teraa chehara bankar
    kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar

    meraa kya hal hai yeh aa ke kabhee dekh toh le - (2)
    jee raha hu teraa bhula huva wada banakar - (2)
    hamase har sham milee hai teraa chehara bankar
    kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar - (2)

    Related Lyrics