Pina Hain Pilana Hain Lyrics

Main Deewana Hoon- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Pina Hain Pilana Hain from movie Main Deewana Hoon

  

Lyrics

    • Movie Name : Main Deewana Hoon
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Abhijeet
    • Lyricist(s) : 

    arey phir se pee liye ho kya
    hmm pina hain pilana hain, ghamo ko bhulana hain
    pina hain pilana hain
    majhi re, majhi re ghunt ghunt pike, baiyya par laga le apanee naiyya
    majhi re, majhi re
    pina hain pilana hain ghamon ko bhulana hain

    char din ka mela hain yeh pyar karle has le ga le
    arthi utha hee lenge arthi uthane wale
    ha jivan bhala kya denge jivan churane wale
    aag bujhayenge kya rakh banane wale
    kal ho na ho pina hain pilana hain ghamon ko bhulana hain

    badee keemti hain hasin bande isse khona nahee
    jisne jo bhee gham hain diye yad karke rona nahee
    kehne wale kehte rahe sunn ne wale sunte rahe
    aanewale aate rahe janewale jate rahe
    aansu na baha pina hain pilana hain ghamon ko bhulana hain
    majhi re, majhi re pina hain pilana hain ghamon ko bhulana hain

    Related Lyrics