Saiyan Kee Baiyan Mai Thame Chalee Thee Lyrics

Manoranjan - The Entertainment- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Saiyan Kee Baiyan Mai Thame Chalee Thee from movie Manoranjan - The Entertainment

  

Lyrics

    • Movie Name : Manoranjan - The Entertainment
    • Director(s) : Nayab,Raja
    • Singer(s) : Shreya Ghoshal,Kalpana
    • Lyricist(s) : 

    saiyan kee baiyan mai thame chalee thee
    tedha tha rasta andheree galee thee
    hay dayya dayya hay dayya ui ma
    hay dayya dayya hay dayya
    (saiyan kee baiyan mai thame chalee thee
    tedha tha rasta andheree galee thee) - (2)
    mach gaya shor sare ganv me - (2)
    kanta chubha jo mere panv me - (2)
    saiyan kee baiyan mai thame chalee thee
    tedha tha rasta andheree galee thee

    kabakht isakee chubhan abb sataaye
    raato ko bhee nind mujhko na aaye
    hay dayya dayya hay dayya
    kabakht isakee chubhan abb sataye
    rato ko bhee nind mujhko na aaye
    ghar se niklana bhee muchkil huva re
    raste pe chalna bhee mushkil huva re
    mach gaya shor sare ganv me - (2)
    kanta chubha jo mere panv me - (2)
    saiyan kee baiyan mai thame chalee thee
    tedha tha rasta andheree galee thee

    kaise sanbhalu mai apanee jawanee
    kaise mai roku yeh nadiya ka panee
    hay dayya dayya hay dayya - (2)
    kaise sanbhalu mai apanee jawanee
    kaise mai roku yeh nadiya ka panee
    pyasee hai sabkee najar kya karu mai
    ladta hai abb mujhko darr kya karu mai
    mach gaya shor sare ganv me - (2)
    kanta chubha jo mere panv me - (2)
    (saiyan kee baiyan mai thame chalee thee
    tedha tha rasta andheree galee thee) - (2)
    mach gaya shor sare ganv me - (2)
    kanta chubha jo mere panv me - (2)
    (saiyan kee baiyan mai thame chalee thee
    tedha tha rasta andheree galee thee) - (2)
    hay dayya dayya hay dayya ui ma
    hay dayya dayya hay dayya, hay...

    Related Lyrics