Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Mayur Pankh

Yeh Barakha Bahaar, Sautaniya Ke Dwaar Lyrics

Mayur Pankh- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yeh Barakha Bahaar, Sautaniya Ke Dwaar from movie Mayur Pankh

  

Lyrics

    • Movie Name : Mayur Pankh
    • Director(s) : Shankar-Jaikishan
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    aa
    yeh barakha bahaar, sautaniya ke dwaar
    na ja more saanware piya) - (2)
    na ja more saanware piya - (2)

    andheree rat ghataao se dard barasega - (2)
    tere bina jale yeh dil, sej pyar tarasega

    mai ro ro maru, tore paiyan padu
    na ja more saanware piya
    yeh barakha bahaar, sautaniya ke dwaar
    na ja more saanware piya - (3)

    tere baghair kya maja hai jindagani me - (2)
    na jao beraham lagake aag panee me - (2)
    aa aa
    yeh thandee phuhar, yeh koyal pukaar
    na ja more saanware piya
    yeh barakha bahar, sautaniya ke dwaar
    na ja more saanware piya - (3)

    ghadee nahee yeh dil ke sabrr aajamaane kee - (2)
    hai rut najar se najar, dil se dil mila ne kee
    yeh pahala ashad, dikha de dulaar
    na ja more saanware piya
    yeh barakha bahaar, sautaniya ke dwaar
    na ja more saanware piya - (3)

    tere baghair kya maja hai jindaganee me - (2)
    na jao beraham lagaake aag panee me - (2)
    aaaa
    yeh thandee phuhaar, yeh koyal pukaar
    na ja more saanware piya
    yeh barakha bahaar, sautaniya ke dwaar
    na ja more saanware piya - (3)

    Related Lyrics