Humraahi... Aisa Hai Mera Humraahi Lyrics

Meri Kahani (atif Aslam)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Humraahi... Aisa Hai Mera Humraahi from movie Meri Kahani (atif Aslam)

  

Lyrics

    • Movie Name : Meri Kahani (atif Aslam)
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Atif Aslam
    • Lyricist(s) : 

    kuchh nahi maangu bas hai mera ek sapna
    duniya se kya lena dena, bas chaahiye ek apana
    ho o o dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
    usase milake mausam badale aur lage sab apana

    main kahaan aur mere khayaal kaha, teri yaad hai par misaal kaha
    baat banati nahin banaane se, rit hai yahi jamane se
    abb ke jo palat ke dekhu, sehmi si hain rahen
    thame mere sapno ko khamoshi se bulaye
    dil se jo duwa de, waisa hai mera humraahi
    mithi si saja de aisa hai mera humraahi
    ho o o dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
    usase milake mausam badale aur lage sab apana

    ho o o, meri chahato ka sawal jaha, usake pyar ki misaal waha
    baat banati nahin banaane se, rit hai yahi jamane se
    abb ke jo palat ke dekhu, sehmi si hain rahen
    thame mere sapno ko khamoshi se bulaye
    dil se jo duwa de, waisa hai mera humraahi
    mithi si saja de aisa hai mera humraahi
    ho o o dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
    usase milake mausam badale aur lage sab apana
    ho o o.... ho o o.... aa aa aa.....
    dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
    usase milake mausam badale aur lage sab apana
    dil se jo duwa de, waisa hai mera humraahi, humraahi.........

    Related Lyrics