Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Milan

Sawan Ka Mahina Pawan Kare Sor Lyrics

Milan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sawan Ka Mahina Pawan Kare Sor from movie Milan

  

Lyrics

    • Movie Name : Milan
    • Director(s) : Laxmikant Pyarelal
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar,Mukesh
    • Lyricist(s) : 

    hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm.............
    sawan ka mahina, pawan kare sor
    sawan ka mahina, pawan kare shor
    amm hmm, pawan kare sor, pawan kare shor
    arey baba shor nahin, sor, sor, sor
    pawan kare sor, haan......
    jiyara re jhume aise, jaise banama naache mor
    (sawan ka mahina, pawan kare sor
    jiyara re jhume aise, jaise banama naache mor) - (2)

    (raama gajab dhaaye yeh purwaiyya
    naiyya sambhalo kit khoye ho khiwaiyya) - (2)
    hoy purwaiya ke aage chale naa koyi jor
    jiyara re jhume aise, jaise banama naache mor
    o o o..... sawan ka mahina, pawan kare sor
    jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor

    (maujawa kare kya jaane hamko isaara
    jaana kaha hai puchhe nadiyaa ki dhaara) - (2)
    marji hai tumhari le jaao jis or
    jiyara re jhume re aise re jaise banama naache mor
    o o o..... sawan ka mahina, pawan kare sor
    jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor

    (jinake balam bairi gaye hain bideswa
    aaye hain leke unake pyaar ka sandeswa) - (2)
    kaari matwaari ghataaye ghan ghor
    jiyara re jhume aise jaise banama naache mor
    sawan ka mahina, pawan kare sor
    jiyara re jhume aise, jaise banama naache mor
    jiyara re jhume re aise re jaise banama naache mor

    Related Lyrics