Gaana Na Aaya Lyrics

Miss Mary - 1957- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Gaana Na Aaya from movie Miss Mary - 1957

  

Lyrics

    • Movie Name : Miss Mary - 1957
    • Director(s) : Hemant Kumar
    • Singer(s) : Kishore Kumar
    • Lyricist(s) : 

    ?? bajaaya tabala bajaaya, yeh bhi bajaaya aur woh bhi bajaaya
    magar afsos (gaana na aaya, bajaana na aaya
    dilbar ko apana banaana na aaya) - (2)

    kahin ta hai kahin re hai kahin ga ma pa dha ni hai
    kahin bhaageshwari ki behan kahin jay jayanti ki naani hai
    haan yeh bojha saat sur ka hamein baap re uthata bhi toh kyun uthata
    hamein ek sur bhi hilaana na aaya -2
    dilbar ko apana banaana na aaya
    (gaana na aaya, bajaana na aaya
    dilbar ko apana banaana na aaya) - (2)

    kadak tedi hai desi raag ki ee ee ee ... chal
    mod le tam tam gale ko garm kar le
    gale ko garm kar le chhod (angreji mein ek item -4)

    o my sita bablu papita -2 ??
    goriye soniye goriye kanne de poriye hey

    kaash ki main ja sakata london sir sir how are you
    ?? ke aata wahaan jo violin

    be my ???

    afsos afsos afsos
    afsos lekin o jaanemann haay jaaneman
    kaante chhuri se khaana na aaya -2
    dilbar ki apana banaana na aaya -2
    gaana na aaya bajaana na aaya
    are yeh nahi aaya are woh nahi aaya
    gaana na aaya bajaana na aaya
    gaana bajaana bajaana aur gaana

    Related Lyrics