So Gaya Saara Jamaana Lyrics

Miss Mary - 1957- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song So Gaya Saara Jamaana from movie Miss Mary - 1957

  

Lyrics

    • Movie Name : Miss Mary - 1957
    • Director(s) : Hemant Kumar
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    so gaya saara jamaana nind kyun aati nahi - (2)
    ai hawa jaakar use tu saath kyun laati nahi
    so gaya saara jamaana nind kyun aati nahi, so gaya

    chaand pehale bhi nikalata tha magar aisa na tha - (2)
    aaj aisi baat kyun hai, kuchh samajh aati nahi
    so gaya saara jamaana nind kyun aati nahi, so gaya

    chaandani kuchh chaand se kehkar jamin par aa gayi - (2)
    jaane kya dekha yahaan abb laut kar jaati nahi
    so gaya saara jamaana nind kyun aati nahi
    ai hawa jaaka use tu saath kyun laati nahi
    so gaya saara jamaana nind kyun aati nahi, so gaya

    Related Lyrics