Mohabbat Ne Mujhe Maara Lyrics

Pehli Jhalak (1954)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Mohabbat Ne Mujhe Maara from movie Pehli Jhalak (1954)

  

Lyrics

    • Movie Name : Pehli Jhalak (1954)
    • Director(s) : Chitalkar Ramchandra
    • Singer(s) : Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    kisine yeh kyun dil ki duniya banaayi
    banaake phir isame mohabbat basaayi
    mohabbat ne aate hi kya gul khilaaye
    tadapkar laga dil yeh dene duhaayi, kya
    mohabbat ne mujhe maara meri tauba meri tauba - (2)
    dikhaaye din ko yeh taara meri tauba meri tauba - (2)
    meri tauba meri tauba, meri tauba meri tauba
    aa aa aa....
    mohabbat ne mujhe maara meri tauba meri tauba - (2)

    aa aa aa.....
    yeh surat se toh shabnam hai
    magar sirat se chingaari haay
    kisi dushman ko bhi na haan jamaane meinyeh bimaari
    haan mare bemaut bechaara meri tauba meri tauba - (2)
    meri tauba meri tauba, meri tauba meri tauba
    aa aa aa....
    mohabbat ne mujhe maara meri tauba meri tauba - (2)

    aa aa aa.....
    nishaana jo bane isaka ka
    bada majlum woh dil hai
    ishaaron se kare bismil, yeh woh maasum kaatil hai
    haan aa aa....
    yahaan shitaan bhi haara meri tauba meri tauba - (2)
    meri tauba meri tauba, meri tauba meri tauba
    aa aa aa....
    mohabbat ne mujhe maara meri tauba meri tauba - (2)

    Related Lyrics