Sochana Kya Jo Bhi Hoga Dekha Jayega Lyrics

Ghayal (1990)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sochana Kya Jo Bhi Hoga Dekha Jayega from movie Ghayal (1990)

  

Lyrics

    • Movie Name : Ghayal (1990)
    • Director(s) : Bappi Lahiri
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Asha Bhosle,Shabbir Kumar
    • Lyricist(s) : 

    sochana kya jo bhi hoga dekha jayega - 2
    kal ke liye aaj khona khona aaj ye na kal aayega
    sochana kya jo bhi hoga dekha jayega
    jo hona hoga hoga wohi sochake tu kya payega
    sochana kya jo bhi hoga dekha jayega - 2
    kal ke liye aaj khona khona aaj ye na kal aayega

    sath hai hum sub isase badi kya khushi - 2
    thoda muskurao thoda gungunao isika hai naam jindagi
    sath hai hum sub isase badi kya khushi
    koi na jane kab aa jaye ghadi bichhad jane ki
    sochana kya jo bhi hoga dekha jayega - 2
    kal ke liye aaj khona khona aaj ye na kal aayega

    wo hai ensaan haste gaate jo jiye - 2
    jindagi salamat pyar ki hai kimat aur hame kya chahiye
    wo hai ensaan haste gaate jo jiye
    seharo me chaman pathhar me bahar hoti hai uske liye
    sochana kya jo bhi hoga dekha jayega - 2
    kal ke liye aaj khona khona aaj ye na kal aayega
    sochana kya jo bhi hoga dekha jayega
    jo hona hoga hoga wohi sochake tu kya payega
    la..la..lala.....

    Related Lyrics