Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya (female) Lyrics

Mr. Singh Mrs. Mehta- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya (female) from movie Mr. Singh Mrs. Mehta

  

Lyrics

  • Mr. Singh Mrs. Mehta
  • Movie Name : Mr. Singh Mrs. Mehta
  • Director(s) : Ustaad Shujaat Husain Khan,Shaarang Dev Pandit
  • Singer(s) : Shreya Ghoshal
  • Lyricist(s) : 

baarhaan dil mein ik sawaal aaya - (2)
aaj socha toh yeh khayaal aaya
baarhaan dil mein ik sawaal aaya
aaj socha toh yeh khayaal aaya
do kadam saath bas chale tum hum
hum safar toh na the kabhi tum hum
baarhaan dil mein ik sawaal aaya

kisane socha tha din yeh aayenge
apane saaye bhi chhut jaayenge
main n ajaanu mujhe khushi hai ya ghum
humsafar toh na the kabhi tum hum
baarhaan dil mein ik sawaal aaya
aaj socha toh yeh khayaal aaya
do kadam saath bas chale tum hum
hum safar toh na the kabhi tum hum
baarhaan dil mein ik sawaal aaya

dil hai bejaar jism bejaan hai
koyi ehsaas hi nahi baaki
na yeh aankhein yeh sochake huyi num
humsafar toh na the kabhi tum hum
baarhaan dil mein ik sawaal aaya
aaj socha toh yeh khayaal aaya
do kadam saath bas chale tum hum
hum safar toh na the kabhi tum hum
baarhaan dil mein ik sawaal aaya

Related Lyrics